Hello dosto aaj hum Shahnaz Hussain Tips for Glowing skin in hindi janane waale hai .
Shahnaz Hussain tips for Glowing skin in hindi

Chandan se skin glow tips in hindi :
- Chandan fecepack le aur gulab water le .
- Dono ko mix kar ke lagane se face par nikhar ata hai aur pimple bhi nhi aate hai .
- Chandan lagane se face par thandak milti hai aur mulayam banti hai .
Haldi lagane se pimples se bachiye :
- haldi main antiseptick anti- fungal hota hai .
- haldi ka lep lagane se pimple aur daag dhabbe kam hote hai .
Alovera se tvacha hoti hai khubsurat :
- chehre par alovera ki massage kre aur sone se pahile chehre par ek leyar lagaye .
- subah uthakar gungune pani se chehra dho le .
- isse apki tvcha ek hafte me rinkal , pimple kam hote hai . aur tvcha khubsurat hoti hai .
Shahad :
Shahnaz Hussain tips me tvacha par moisturizer tip bataya hai-
- Kachha shahad chehre par lagaye aur massage kare .
- 15 minute baad face gugune pani se dhoye .
- 1 din ke baad iss upay kare.
Nim ki patti se twacha me aati hai chammak :
- Nim tvcha nikhar ne ke liye bahut labhdayak hota hai .
- Nim ki patti ki powder kre usme nimbu ka ras aur gulab ki pankhudi milaye . ye sab mishran ek saath milakar face par lagaye
- Hafte main 3-4 bar lagane se tvcha adhik chamakne lagati hai aur nikhar lati hai .
Baking Soda :
- Baking soda main antiseptick , anti-fungal hota hai aur khubsurti badhata hai face par .
- kill aur pimple ke liye backing soda bahut labh dayak hai .
- Twacha par PH laval bhi balnace karne ki madat karta hai .
Tarbuj beauty tips in hindi :
- tarbuj me bharpur vitamin hota hai . yh guno se tvcha ke achha se ilaj hota hai .
- watermelon me anti – oxide jyada hota hai aur isliye tvcha ki age ko badhane se rokata hai .
Shahnaz Hussain tips for glowing skin in hindi :
- Dudh main nimbu ke saath shahad milakar mishran taiyar kare . Isko lagane se apka face glow karta hai .
- Dark spot kam aur chehara nikharne ke liye nimbu ka ras bhut hi labhdayak hai .
- Dhup main nikalte samay adha ghante pahile suncream lagaye .
Shahnaz Hussain tips for oily skin in hindi :
- Cleansing – chehare par oil aur gandgi saaf krne cleansing jarur karna chahiye .
- Tonning – cleaning ke baad toning krte hai .gulab jal main tonar lagane se tvacha par gandgi nhi hoti hai. aur chehara saaf rahta hai .
- Moisturizer – ham oily skin par moisturizer karne se darte hai . aap water base vala moisturizer lagana chahiye .
- Facemask : chehare par death skin nikal ne ke liye face mask bahut labhdayak hai . Aap gharelu chijo se bhi face mask tayar kar sakate hai – anda , nimbu , dudh , papita aadi .