Shahnaz Hussain Beauty Tips in hindi

 Shahnaz Hussain Beauty Tips

Shahnaz Hussain Beauty Tips
Shahnaz Hussain Beauty Tips

Shahnaz Hussain Tips for glowing skin in hindi

Chahre par jaldi aur jyada glow karne ke liye aap ko yogurt (dahi) , shahad , oatmeal aur badam ka powder ye sab mixture mila ke face pack taiyar karke apne face par massage kar ke lagaye 15-20 minute ke baad aapka face pure water se wash kar le . Jald hi aapko aapke face par glow najar aayega .

Cucumber & Lemon Juice se laye face par nikhar :

Cucumber ka juice aur lemon ka juice , ye sab dudh main acche se mix kar le . Is mixture ko apne face par lagaye 15-20 minute ke bad chehra pani se dho le. Is mishran ko daily lagaye isse apka face par nikhar ayega.

Shahnaz Hussain Tips for oil skin:

Oil skin ke liye Shahnaz Hussain ji ne bataya hai ki ek spoon dahi aur usme 10 ml tamatar ka juice mix kar de aur 20 minut tak face par lagaye aur pure water se face wash kar le . kuch days aisa karne se face par oil control hoga .

Haldi aur besan ka mishran :

  • Besan aur haldi ka mishran aap hafte me 3-4 baar lagane se aapki skin bahut mulayam, aur skin ke kale dhabbe dhire dhire kam ho jayenge aur aapka chehra nikharne lagega . Yeh gharelu upay bahut labhdayak hai .
  •  Sabse pehle aap  face par lagane ke liye besan lijiye fir usme half chammach haldi besan me mix kar de .Fir usme dudh dale aur achhe se mix karle . Sb jo pest bana hai vo aap apne face par lagaye 10 minute ke liye lagaye aur sukhne ke baad pani se acche se dho le. iske baad apka chehra bahut fresh najar aayega .

Anda aur Nimbu ka ras :

Agar apka face dhup se kala ho gaya hai to aapko anda aur nimbu ka mishran ka istmaal karna sahi rahega chehre ko gora karne ke liye .

  1. Ek anda le aur ande ko fodkar uska safed bhag lekar  usme nimbu ka ras 2-3 boond dale , thoda shahad bhi le .
  2. Ab ye sab mishran ko achhi tarah se ghol le .
  3. Is misharn ko face par lagaye achhe se 20 minute tak .
  4. 20 minute baad pani se face wash kar le .Home Remedies for Dark Skin
  5. Hafte me 2 baar lagane se apke face ka kalapan dur ho jayega aur chehra glow karega .
BEAUTY TIPS FOR FACE GLOW FAIRNESS IN HINDI.

Shahnaz Hussain beauty tips for pimples on face :

  • Yadi apke face par pimples hai to scrub ka istmaal nahi karna chahiye aisa Shahnaz Hussain beauty tips me hai ki pimple ke face par scrubing karne se aur jab hum pimples ko  nakhun lagate hai face par to nakhun ka vish pimples par lagata hai  iske karan skin par daag pad jate hai aur face par scars bhi pad jate hai .
  • Aap nahi chahte hai ki apke face par ye pimple jyada der tak rahe to aap pimple nahi fode. Aisa karne se apka face jyada kharab hoyega . Isliye pimples ko hamesha ignore karte rahe.

Pimples ke liye multani mitti face pack ( Shahnaz Hussain beauty tips in hindi )

  • Shahnaz Hussain ki tips di hai usme multani mitti ka facepack lagane se face ka oil control hota hai aur face fresh aur skin saaf dikhti hai.
  • Multani mitti me gulab jal milakar ye mishran lagaye . 20 minute ke baad chehra wash kar le . Isse apke pimples bhi kam ho jate hai.

Chehre ke dark patches hatane ke liye tips :

  • kaale dhabbe mitaane ke liye Shahnaz Hussain ki tips me lemon ke ras me 10 gram shahad le aur mix kare, ye mixture ko apne face par lagaye 20 minut tak rahne de aur iske baad saaf pani se face wash kar le. Isse apke face ke kaale daag dhabbe dhire dhire kam ho jayenge .

Shahnaz Hussain Tips for Glowing skin in hindi.

Kale Daag Mitane Ke Upay in Hindi.

Makeup tips Beauty tips हिंदी में जानकारी.

Leave a Comment